The Story of Babri Masjid (BABRI MASJID KA SACH)
*BABRI MASJID KA SACH
(HAQIQAT KO KOI JHUTLAA NAHI SAKTAA)
*Ayodhyaa Mein RAM kaa Janam nahi huwa tha yeh saabit kar sakte hai hum........
Ram ki Maa Koushalyaa Haryaana ki rehne waali thi Aur Hindu Dharm ke Mutaabiq Pehla Baccha Mehke(Haryaana)me huwa tha.......
Toh Jab Haryaana me huwa tohKyun Aapas me Zaat-paat ke Naam se Yeh Pandit aur Leader log Hindustan ke Aman-o-Amaan kharaab kar rahe hai......
Kyun Log Ek Dusre ke khoon kepyaase ho gaye hai.......
BalkiRam kaa Janam Hindu Dharm ke Hisaab se Haryaana me huwaa.......
1)1528 me meer baque ne babri masjid banwayiaur namaz ka silsila shuru kiya, Tuzk Babri aurBabarnama men mandir ko todne ka zikr nahi hai..
2 - 1575 me TULSI DAS ne RAMCHARIT MANASlikhimagarkisi bhi mandir ke todne kazikr nahikiya.
3 - babar ke mukhalifeen aur uske daur ke gurunanak ne bhi mandirtodne ka zikr nahikiya jabkinanak ne ayodhya (jahan babri masjid thi) me kuchsamay (waqt) bitaya tha.
4 - 1857 men masjid ke baghal men deewar utha karkhali plot me se 1 hissa hinduo ko dediya gaya.
5 - 1883 ki may month men hinduo ne us hisse menmandir banana chaha magar govtne permission nahidi.
6 - 1885 24 dec.. Ko court ne hinduo ki mandirbanane ki arzi radd kar di, hinduo nekhud use babrimasjid likha us waqt tak hinduo ka babri masjid parkoi dawa nahi tha.
7 - 1886 26 march.. ko court ne hinduo ki appeal bhikharij kar di
8 - 1877 pahli bar faizabad grant ne H.R.NAVAIL nebina kisi gawah ke ye note chadhaya "1528menbabar ne 1 hafta ayodhya men bitaya mandirdhahaya aur masjid ka nirman (taameer) karaya...."jabki itihasik (tareekhi) sabooto ke anusar(mutabiq)babar kabhi ayodhya gaya hi nahi.uska ayodhya se nikattam prawas (nazdeeki makan) 110k.m. Door tha jaha se wo guzra tha.
9 - 1934 hindu-muslim dango ke dauran babrimasjid ko nuksan pahuncha.
10 - 1949 22 dec. Ki rat me masjid ke andar murtiyarakh di gai.23 dec.ko court ne tala dalwa diya,musalmanokeander jane par rok aur hinduo ko pooja ki anumati(ijazat)dekar pahli bar masjid vivadibana di gai
11 - 1950 16 jan. Ko musalmano ne masjid bahali keliye court me sampark (rabta) kiya, magar court nemurti na hatakar hinduo ke puja-path ko barkararrakha.
12 - 1951 1 july ko court me dy comissioner s.p. Kabayan ki yeh babri masjid hai aur musalman 1925 se1949 tak yahan namaz ada karte rahe hai.
13 - 1986 27 jan ko faizabad court me hinduo nebabri masjid par kabze ke liye arzidi.28 jan ke court adesh (hukm) hua ki tamam caseshigh court transfer ho gaye isliye arzi radd ki gai.
14 - 1986 30,31 jan ko order ki khilaf districtjudgekeyahan appeal ki gai.musalmano ne bhi arziya disab radd kar di gai.
15 - 1 feb ko high courtki parwah na karte huedistrict judge ne 4 baj kar 45 minut par tala kholneka hukm de diya.5 baj kar 12 minut par tala khola gaya aur puja-pathshuru kar diya gaya,2 baje se hi faizabad me P.A.C. ki 7 company tainat kar di gai thi, muslim ilaakoko gher liyagaya aur raatme t.v. Par puja aur darshan telecast kiya gaya,nateeje me india me dange bhadak uthe.
16 - 1989 nov me high court ne babri masjidse milihui jagah ko jyo ka tyo rakhne ka hukm diya magarusi jagah par shilanyas (bunyad)ki rasam ki gai.
17 - 1990 sep. Me advani ke zariye hinduo kobhadkane par somnath se ayodhya tak rath yatra kaprogram.23 oct ko bihar ki lalu parsad govt ne advani koarrest kar liya.
18 - 1991 oct me govt ne masjid ki 7.22 acrezameenaquire kar li.
19 - 1991 nov. Me supreme court ka u.p. Govt koorder ki masjid ko jyo ka tyo rahne diya jaye.
20 - 1992 may se july tak kalyan singh ke aguwayiwali B.J.Phukoomat U.P govt mandir banane ke liye vivaditjagah (jhagde wali jagah) par tamiri kam jari rakhtihai.
22 july ko supreme court ke sakht hukm ke jawab me govt apni vivashta (lachari) prakat (zahir) kartihai parantu (magar) tameeri kam jari rahtahai.Nov me u.p govt aur sampradayik sangathansupreme court ko yaqeen dilate hain ki nirman karya nahihoga, babri masjid mahfooz rahegi aur uski hifazat kijayegi.
6 december ko u.p.
Govt ki sarparasti, centralgovt kimaun sweekriti (khamosh rezamandi) aursampradayik partiyo ki shah par pahle se tai plan ketahat sampradayik n ugrawadi karsewak 5 gahntene babri masjidko shaheed kar dete hai.
21 - EK REPORT KE MUTABIK AYODHYA CITY KE 23MANDIRO KE PUJARI KA DAVA HAI KE BHAGWAN RAMKA JANAM YAHA PAR HE HUVA HAI (MATLAB HARMANDIR KA PUJARI YAHI BOLTA HAI KE BHAGWANRAM KA JANAM UN KEHE MANDIR ME HUVA HAI)
JoYeh Kahte Hain Babri Masjid Mandir Tod KarBanai Gai Hai Unse Bada Jhoonta Koi Nahi Hai.......
HAQIQAT KO KOI JHUTLAA NaHI SAKTAA.........!!!
SHARE kijiye isko December6 Tak Zaroor
Comments
Post a Comment